Saturday, July 23, 2011

Teri Yaad By Jal Band





teri yaad aaye jab mujhko
main laut aaunga
wo bhigi raat, aur barish boonde
main bhig jaaunga

hooo ho ho ho ho.!

fasle simat na sake
raste jo mit na sake
in fansalon ko simatna hai
in raston pe chalna hai

ye dil ki bat koi jaane na jaane
main keh jaaunga
wo tere sath guzare lamhe
na bhul paaunga

hoooo ho ho ho ho !

jo sapne sajaye milke
khusi ke pal bitaye milke
kya paaya mnaine,kya khoya
kab jaaga hun main,kab soya

teri har baat rulaye jab mujhko
main kho jaaunga
wo teri chal sataye jab mujhko
main dol jaunga

hoooo ho ho ho ho 

0 comments:

Post a Comment

wibiya widget