Saturday, February 5, 2011

Yeh dil hai nakhre wala


yeh dil hai nakhre waala, naya hai nakh rapala hai
isey pata chala hai ke pyaar kya bala hai
yeh dil mera hai par, teri karey fikar
to kuch to ma'amla hai meri jaan
[repeat]


sun bhi yeh khuwaahishon ki
yeh khuwahishain hain ke woh adhoori na rahain
[repeat]
lekin dilon ke masle hain aise mushkil
to bolo, bolo kya karain
kya ham chaal chalain, ya thak ke beth lain
kya dil ka faysla hai meri jaan
yeh dil hai nakhre waala, naya hai nakh rapala hai
isey pata chala hai ke pyaar kya bala hai


tujh ko qadam qadam pe kahain yeh raste
bhatak bhatak ke chal zara
[repeat]
sun le jo zindagi hai, yeh keh rahi hai
mazy le ek pal zara
kya tujh ko thaam loon, ya dil ki maan loon
zara sa faasla hai meri jaan

yeh dil hai nakhre waala, naya hai nakh rapala hai
isey pata chala hai ke pyaar kya bala hai
yeh dil mera hai par, teri karey fikar
to kuch to ma'amla hai meri jaan

0 comments:

Post a Comment

wibiya widget